Naat Lyrics

Poochtay Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun Naat Lyrics

Poochtay Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun Naat Lyrics

Poochtay Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun Naat Lyrics,Naat on Meraj un Nabi,Qasida e Mairaj,Qasida e Meraj

Poochtay kya ho arsh par yun gaye mstfe ke yun

Kaif ke par jahan jalein koi betaye kya ke yun

Qasr e danni ke raaz mein aqlain to gum hain jaisi hain

Rooh e quds say puchiye tum ney bhi kuch suna kay yun

Mein ne kaha ke jalwa e asal mein kis terhan gume(n)

Subh nay noor e mehr mein mit ke dikha diya ke yun

Haae ray zouqe be khudi dil jo sambhalny sa laga

Chhak ke mehak mein phool ki girnay lagi saba ke yun

Dil ko day noor o daagh ishq phir mein fida do name kar

Mana hai sun ke shaqq mah aankhon se ab dikha ke yun

Dil ko hai fikar kis terhan murdy jilatay hain huzoor

Ae mein fida laga kar aik thokar isay bta ke yun

Baagh mein shukar wasal tha hijar mein haae haae gul

Kaam hai un ke zikr se kher woh yun huwa ke yun

Jo kahey shair o paas shara dono ka husn kyun kar aaye

Laa usay paish e jalva zamzama e raza ke yun

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button