Naat Lyrics

Ishq Maula Mein Ho Khoo Baar Kinaar e Daman Lyrics

Ishq Maula Mein Ho Khoo Baar Kinaar e Daman Lyrics

Ishq Maulla Mein Ho Khoo Baar Kinaar e Daman Lyrics,Nate Nabi with Lyrics

 

Ishq moola mein ho khoo baar kinar daman

Yakhuda jald kahin aeye bahhar daman

Bah chali aankhh bhi ashkon ki terhan daman par

Ke nahi taar nazar juz do sah taar daman

Ashk barsaun chalay kocha e janaan se naseem

Yakhuda jald kahin niklay bukhar daman

Dil shidun ka yeh huwa daman e ather pay hajhoom

Baidil abad huwa naam dyar e daman

Mushk sa zulff sheh o noor fishan roye huzoor

Allah allah halb e jaib o khaar e daman

Tujh se ae gul mein sitam deedah e dast e hurman

Khalish dil ki kahoon ya gham e khaar daman

Aks afgan hai hilal e lab e sheh jaib nahi

Mohar aariz ki shu’ayen hain nah taar daman

Asshk kehte hain yeh shedai ki ankhen dho kar

Ae adab gard e nazar ho nah gubhar daman

Ae raza aah woh bulbul ke nazar mein jis ki

Jalwa e jaib gul aeye nah bahhar daman

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button