Naat Lyrics

Mere Hussain Tujhe Salaam Lyrics – Assalam Ya Hussain

Mere Hussain Tujhe Salaam Lyrics – Assalam Ya Hussain

Mere Hussain Tujhe Salaam Lyrics

Mere Hussain tujhe salaam
Mere Hussain tujhe salaam
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain

Kar liya nosh jisne shahadat ka jam
Us Hussain ibn e Haider pay lakhon salam
Mere Hussain tujhe salam, Mere Hussain tujhe salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain

Jisko dohakay say kofay bulaya gaya
Jisko baithay bithaey sataya gaya
Zehr bhai ko jiske ke pilaya gaya
Jiske bacho(n) ko piyasa sataya gaya
Us Hussain ibn e Haider pay lakhon salam
Mere Hussain tujhe salam, Mere Hussain tujhe salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain

Jisne Haq Karbala main ada kardiya
Apne nana ka wada wafa kardiya
Jisko teero(n) se chalni karaya gaya
Jis ki gardan pe khanjar chalaya gaya
Us Hussain ibn e Haider pay lakhon salam
Mere Hussain tujhe salam, Mere Hussain tujhe salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain

Jiska Jannat say jora mangaya gaya
Jisko dosh e Nabi par bithaya gaya
Zehr bhai ko jiske ke pilaya gaya
Jiske bacho(n) ko piyasa sataya gaya
Us Hussain ibn e Haider pay lakhon salam
Mere Hussain tujhe salaam, Mere Hussain tujhe salaam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain

Jiski Maa Fatima, Jiska Baba Ali
Jiska Bhai Hasan aur nana Nabi
Us Hussain ibn e Haider pay lakhon salam
Mere Hussain tujhe salam, Mere Hussain tujhe salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain

Kar chuke wo Habeeb apni hujjat tamam
Leke Allah aur apne nana ka naam
Kufiyo(n) ko sunaya khuda ka kalam
Aur fida hogaya shah e aali maqam
Us Hussain ibn e Haider pay lakhon salam
Mere Hussain tujhe salam, Mere Hussain tujhe salam
Assalam Ya Hussain, Assalam Ya Hussain

Mere Hussain tujhe salaam
Mere Hussain tujhe salaam
Assalam Ya Hussain
Assalam Ya Hussain

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button