Yaad e Watan Sitam Kya Dasht e Haram Se Layi Kyun Naat Lyrics
Yaad e watan sitam kya dasht e haram se layi kyun
Baithy bethaye badnaseeb sir pay bulaa uthai kyun
Dil mein to chout thi dubi haae gazabb ubhar gayi
Pucho to aahe sard se thandhi hawa chalayi kyun
Chor ke uss haram ko aap ban mein thagon ke aabsoo
Phir kaho sir pay dhar ke haath lut gayi sab kamaai kyun
Bagh e arab ka saro naz dekh liya hai warna aaj
Qamri jaan e ghumzdaa goonj ke chehchahayi kyun
Naam e madinah le diya chalne lagi naseem khuld
Soozish gham ko hum naay bhi kaisi sun-hwa batayi kyun
Kis ki nigah ki haya phurti hai meri aankhh mein
Nargis mast naz naay mujh se nazar churaie kyun
Too naay to kar diya tabeb aatish seenah ka ilaaj
Aaj ke dod aah mein boye kabaab aayi kyun
Fikr e muaash bad bulaa houle muad jaan gza
Lakhoon bulaa mein phansnay ko rooh badan mein aayi kyun
Ho nah ho aaj kuch mera zikr huzoor mein huwa
Warna meri taraf khoshi dekh ke muskaree kyun
Hoor jna(n) sitam kya tayyiba nazar mein pِhr gaya
Chairh ke parda e hijaz dais ki cheez ghae kyun
Ghaflat sheikh o shaab par hanstay hain tifal sher khawar
Karne ko guid gaddi abs anay lagi bahai kyun
Arz karoon huzoor se dil ki to mere kher hai
Peet-ti sir ko arzoo dasht e haram se aayi kyun
Hasrat e no ka saneha suntay hi dil baggar gaya
Aisay mareez ko raza marg e jawa(n) sunai kyun