Hai Kalam e Ilahi Mein Shams o Duha Tere Chehra e Noor Fiza Ki Qasam Lyrics
Hai kalam e ilahi mein shams o duhaa tere chehra e noor fiza ki qisam
Qisam shab e taar mein raaz yeh tha ke habib ki zulff dutta ki qisam
Tere khulq ko haq ny azeem kaha teri khilq e husn wada ko jameel ne haq kiya.
Koi tujh sa huwa hai nah ho ga sh’ha tre khalq e husn o ada ki qisam
Wo khuda nay hai martaba tujh ko diya kisi ko mile na kisi ko mila
Key kalam e majeed nay khaai sh’ha tere shehr o kalam o baqa ki qasam
Tra masnad e naz hai arsh bareen tera mehram raaz hai rooh amin
Too hi sarwar e har do jahan hai sh_ha tera misl nahi hai kkhuda ki qisam
Yahi arz hai khalq e arz o sama woh rasool hain tairay mein bandah tera
Mujhe un ke jawar mein day woh jagah ke hai khuld ko jis ki safa ki qisam
Too hi bundon pay karta hai lutaf o ataa hai tujhi pay bhrosa tujhi se dua
Mujhe jalwa e pak rasool dِkha tjhe –apne hi azo ula ki qisam
Mere garcheh gunah hain had se siwa magar un se umeed hai tujh se reja
Too raheem hai un ka karam hai gava woh kareem hain teri ataa ki qisam
Yahi kehti hai bulbul bagh e jna(n) ke raza ki terhan koi sehar bayan
Nahi hind mein wasif e shah e huda mujhe shokhi tab’ae raza ki qisam