Naat Lyrics

Abbas Tere Dar Sa Lyrics

Abbas Tere Dar Sa Lyrics

Abbas Tere Dar Sa Lyrics

Jhukte hain jahan shah bhi tera wo aasta(n)
Abbas tere dar sa duniya mein dar kahan
Jhukte hain jahan shah bhi tera wo aasta(n)
Abbas tere dar sa duniya mein dar kahan

Tu qamr e bani Hashim, Zahra ki tu Dua hai
Saya tery alam ka do jag pay ba khuda hai
Tere alam ko chumnay jhukta hai aasma(n)
Abbas tere dar sa duniya mein dar kahan

Sher e Khuda hain baba aur Sher e Karbala tu
Tere dar pe jo bhi aaye mushkil kare kusha tu
Tere diye jalata hai is liye jahaa(n)
Abbas tere dar sa duniya mein dar kahan

Tu Shehnshah wafa ka, Do jag pe teri shaahi
Panjtan hain tujh pay naaza(n) aisi wafa nibhai
Shahid tere alam pay Panjtan ka ye nishaa(n)
Abbas tere dar sa duniya mein dar kahan

Jhukte hain jahan shah bhi tera wo aasta(n)
Abbas tere dar sa duniya mein dar kahan
Jhukte hain jahan shah bhi tera wo aasta(n)
Abbas tere dar sa duniya mein dar kahan

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button